Logon Ki Baatein Patharon Ki Tarah Hoti Hain | Imam Shafi Ka Behtareen Qaul#LogonKiBaatein #ImamShaf

Sameer Hussain 72

Logon Ki Baatein, Logon Ke Tabsare, Logon Ke Comments... Bole Imam Shafi - Imam Shafi Farmane Lage Logon Ki Baatein Patharon Ki Tarah Hoti Hain, Ye Rodon Ki Tarah Hoti Hain. Agar Inhe Kamar Ke Upar Rakh Loge Na To Ye Tumhari Kamar Tod Dengi. Aur Agar Tum Inko Apne Pairon Ke Neeche Rakh Loge To Tumhara Qad Uncha Ho Jayega. Bas Duniya Mein Wo Log Pareshan Hote Hain Jo Logon Ki Baton Ko Kandhon Par Sawar Kar Lete Hain. Lekin Yaad Rakhna Jo Chamakne Wale The Wo Chamakte Hi Rahe. Jinko Allah Ne Izzat Di Thi Unki Ghata Hi Koi Na Saka. Itni Itni Lambi Zubanein Khol Ke Logon Ne Sahaba Ke Baare Mein Baatein Ki. Lekin Suraj Chamak Raha Hai Siddiq-e-Akbar Ki Shaan Par. Azmatein Damak Rahi Hain Farooq-e-Azam Ki. Urooj Hai Janabe Farooq-e-Azam Ko. Is Bayan Ko Zaroor Suniye Aur Share Kijiye Taaki Dusron Tak Bhi Ye Paigham Pahunche. #LogonKiBaatein #ImamShafi #IslamicBayan Agar Video Pasand Aaye To Like, Share Aur Subscribe Zaroor Karein.

#Logon Ki Baatein#Imam Shafi#Imam Shafi ka qaul#logon ki batein patharon ki tarah#islamic bayan#urdu bayan#hindi bayan#motivational islamic bayan#siddiq e akbar ki shan#farooq e azam ki shan
Open in Bideo App Install from Google Play

Opening Bideo App... Tap button above if not opened.