Khana Kaaba Ki Mukammal Tareekh | Farishton Se Lekar Aaj Tak | Kisne Kitni Baar Tameer Kiya?

Sameer Hussain 72

Khana Kaaba Kab Aur Kisne Banaya? | Pehla Tawaf, Pehla Parda Aur Sone Ka Darwaza Assalam-o-Alaikum Dosto! Aaj ki is video me hum aapko le kar jayenge ek nihayat dilchasp aur roohani safar par. Janenge ke rooye zameen par ibadat ke liye sabse pehla aur paak ghar yani Khana Kaaba kab aur kis tarah tameer hua? Is video me aap janenge: - Sabse pehle Khana Kaaba ki bunyad kisne rakhi? - Pehla Tawaf kisne kiya? - Kaun kaun se Azeem Anbiya (A.S) iski tameer me shamil hue? - Aaj tak Khana Kaaba kitni martaba tameer hua? - Moujooda Khana Kaaba kis ke daur me mukammal hua? - Sabse pehle is par parda kis badshah ne chadhaya? - Khana Kaaba ke pardon ko aag kisne lagayi? - Sone ka pehla darwaza kisne nasb karwaya? Video ko aakhir tak zaroor dekhen taake aap har tareekhi aur mustanad haqeeqat se mustafeed ho saken. Agar video pasand aaye to LIKE, SHARE aur SUBSCRIBE zaroor karen. #KhanaKaaba #Baitullah

#Khana Kaaba#Khana Kaaba Ki Tareekh#Baitullah#Khana Kaaba Kab Bana#Khana Kaaba Kisne Banaya#History of Kaaba in Urdu#Kaaba History#Makkah Mukarma#Hazrat Adam#Hazrat Ibrahim
Open in Bideo App Install from Google Play

Opening Bideo App... Tap button above if not opened.