Is ghata ko main toh uski aankhon ka kajal keh du ☁️ Is hawa ko main toh uska lehrata aanchal keh du... Kashmir mein jab baadal neeche utar aate hain, toh lagta hai gaon nahi, jannat mein aa gaye hain. Hari wadiyan, bheegi hawa, aur baadlon mein chhupa hua ek chhota sa gaon - bas yahi toh sukoon hai. Jisko ye nazara dekhna hai, usko tag karo ❤️ Save karke rakh lo, monsoon mein Kashmir alag hi lagta hai!
Open in Bideo App Install from Google PlayOpening Bideo App... Tap button above if not opened.