Sonamarg To Leh Road Trip - Kashmir Diaries Is video mein hum Sonamarg se Kargil aur Leh ki taraf ja rahe hain. Raaste mein ye famous green board dikhta hai - Sonamarg 3 km, Kargil 123 km, Leh 348 km. Deodar ke ghane jungle, unche pahad aur khuli sadak - Srinagar se Leh tak ka ye highway duniya ke sabse khoobsurat highways mein se ek hai. Agar aapko ye video pasand aaya to Like, Share aur Subscribe zaroor karein. Comment mein batayein - aapne kabhi Leh Ladakh ka road trip kiya hai? 📍 Location: Sonamarg, Kashmir - Leh Highway, India 🎵 Song: Talaash Teri Dilkashi Rahe...
Open in Bideo App Install from Google PlayOpening Bideo App... Tap button above if not opened.