"Kisi ne ek sawaal pooch kar rula diya… 🥀💔"
Kabhi-kabhi ek chhota sa sawaal bhi purani yaadon ko taaza kar deta hai… 🥺❤️🩹
Kuch rishte waqt ke saath door ho jaate hain, lekin dil se kabhi door nahi hote. 💔✨“Tum dono yaar kabse baat nahi karte…” 🥀
Bas yahi ek sawaal aur aankhon mein hazaar yaadein. 😔🖤
💭 Kisi purane dost ki yaad aayi? Use tag karo. 🫂❤️w
VelicityX