Kya aap bhi lambe, ghane, mazboot aur chamakdar baalon ka raaz janna chahti hain? š Yao Women ke mashhoor traditional hair care secret se inspired ye natural hair rinse ab aap ghar par bhi bana sakti hain! Is video mein hum aapko batayenge ek traditional herbal hair rinse banane ka asan tarika, jo chawal (Rice), citrus peels, Reetha (Soapnut), Jatamansi aur Adrak (Ginger) jaise natural ingredients se tayar kiya jata hai. šæ Is Video Mein Aap Seekhein Gi: ā Yao Women inspired hair rinse recipe. ā Chawal se natural hair rinse banane ka tarika. ā Reetha aur Jatamansi ke traditional hair care uses. ā Baalon ki natural shine aur softness ke liye hair rinse. ā Herbal hair rinse banane aur istemal karne ka sahi tarika. ā Hair rinse ko ferment karne ka optional method. ā Scalp massage aur hair care routine. ⨠Natural Hair Care Routine: Is traditional hair rinse ko haftay mein 2 baar istemal karne ka routine dikhaya gaya hai. #YaoWomen #HairGrowth #LongHair #ThickHair #HairRinse
Open in Bideo App Install from Google PlayOpening Bideo App... Tap button above if not opened.