Jumma Ke Din Ki 8 Sunnatein | Jumma Mubarak Assalamu Alaikum Dosto! Aaj ki is video me hum aapko batayenge Jumma ke din ki 8 Sunnatein jo Hadees se sabit hain. Agar hum in par amal karein to Allah Taala humse raazi ho jayega. Jumma Ke 8 Sunnat Amal: 1. Jumma ke din Ghusal karna 2. Miswak karna aur danton ki safai karna 3. Khushboo lagana 4. Apni safai suthrai aur pakeezgi ka khaas ehtamam karna 5. Jumma ki namaz ke liye jaldi masjid jana 6. Masjid me kisi ko uski jagah se utha kar khud wahan na baithna 7. Masjid me pahunch kar jitni nafl namaz ki taufeeq ho, ada karna 8. Imam ke khutbe ke dauran khamosh rehna aur poori tawajjoh se khutba sunna Ye amal Sahi Ahadees se sabit hain. In par amal karein aur is video ko apne doston tak zaroor pahunchayein. Jumma Mubarak! #Jumma #JummaMubarak #Sunnat
Open in Bideo App Install from Google PlayOpening Bideo App... Tap button above if not opened.