Magfirat Ki dua Allah se mafi mangne Ki dua Gufran Bhagalpur

Gufran Bhagalpuri

Assalamu Alaikum! Aaj ki is video me bahut hi pyari Maghfirat ki Dua "Allahumma Inni Zalamtu Nafsi Zulman Kaseera" tarjume ke saath. Ye Dua Rasoolullah ﷺ ne Hazrat Abu Bakr Siddiq (R.A) ko sikhayi thi, jo Tashahhud ke baad padhi jati hai. Is dua ko padhne se Allah ta'ala saare gunah maaf farma deta hai. اللّٰهُمَّ إِنِّي ظَلَمْتُ نَفْسِي ظُلْمًا كَثِيرًا، وَلَا يَغْفِرُ الذُّنُوبَ إِلَّا أَنْتَ، فَاغْفِرْ لِي مَغْفِرَةً مِنْ عِنْدِكَ، وَارْحَمْنِي، إِنَّكَ أَنْتَ الْغَفُورُ الرَّحِيمُ۔ Tarjuma: Ae Allah! Maine apni jaan par bahut zulm kiya hai, tere siwa koi gunahon ko maaf nahi kar sakta, pas mujhe apni taraf se maghfirat ata farma aur mujh par reham farma. Beshak Tu hi bahut bakhshne wala, nihayat reham karne wala hai. Is video ko zyada se zyada share karein taaki dusron tak bhi ye dua pahunche. #AllahummaInniZalamtu #MaghfiratKiDua #GunahKiMaafi #IslamicDua #QariGufranAlam #Bhagalpuri #Dua

#Ye Dua 1 Baar Zarur Suno#Saare Gunah Maaf! 🤲 #dua #islamic #shorts
Open in Bideo App Install from Google Play

Opening Bideo App... Tap button above if not opened.