Aaj kal ke halaat mein ghar se nikalte waqt Allah Ta'ala ko yaad karna aur masnoon dua parhna ek aham amal hai. 🤲 Is video mein ghar se nikalne ki dua aur Allah Ta'ala se hifazat ki dua yaad dilayi gayi hai. Allah Ta'ala hum sab ko apni hifazat mein rakhe, har fitne aur pareshani se mehfooz farmaye. Aameen. 🤲❤️ Video pasand aaye to Like, Share aur Subscribe zaroor karein. #GharSeNikalneKiDua #HifazatKiDua #IslamicReminder #Dua #IslamicShorts