B
Bideo.in

Qayamat Ke Din Sab Kuch Samne Hoga! 😢

Aaj hum Social Media par kya likhte hain, kya post karte hain, kis ko comment karte hain aur kya like karte hain—shayad humein ye sab chhoti baatein lagti hain. Lekin Qayamat ke din hamari Kitaab-e-Amaal hamare saamne khol di jayegi. Allah Ta'ala farmata hai: “Maali haazal kitaabi la yughaadiru sagheeratan wa la kabeeratan illa ahsaaha.” Aur farmaya: “Iqra' kitaabaka kafa binafsikal-yawma alaika haseeba.” Aaj hamare paas apne aamaal sudharne ka mauqa hai. Kal sirf hisaab hoga—Aaj hi apne aamaal ka record durust kar lijiye. Agar ye baat dil ko lagi ho to kisi aur tak bhi zaroor pahunchaiye. 🤲 IslamicReminder #IslamicShorts #QuranReminder #IslamicVideo #Quran #Islam #Allah #Muslim #Deen #Akhirah #Qiyamah #KitaabEAmaal #IslamicReels

⚡ Opening in Bideo App...
▶ Open in Bideo App Get on Google Play