Kaaba Sharif ka ye khoobsurat manzar dil ko sukoon dene wala hai ❤️🕋 Kuch log ziyarat kar rahe hain aur kuch Tawaf mein masroof hain. MashaAllah 🤲✨ Is khoobsurat manzar par maine apna reaction diya hai. Allah hum sabko Kaaba Sharif ki ziyarat aur Tawaf naseeb farmaye. Aameen 🤲❤️ #KaabaSharif #Makkah #MakkahSharif #Tawaf #Kaaba #MasjidAlHaram #Umrah #Hajj #IslamicVideo #IslamicShorts #Reaction #MashaAllah #Shorts