10 second ki story: *Kawwa aur Ghada* Ek pyasa kawwa tha. Usne ek ghade me thoda sa paani dekha. Paani bahut neeche tha. Kawwa chaalak tha, usne kankad laa kar ghade me dale. Paani upar aa gaya, kawwe ne pi liya. *Seekh: Buddhi se kaam lo, rasta mil hi jata hai.*