Kuch log milkar bhi apne nahi ho paate, Aur kuch door rehkar bhi dil ke kareeb hote hain. Waqt sabko badal deta hai, ye sach hai, Par kuch yaadein kabhi purani nahi hoti. Humne bhi muskurana seekh liya hai ab, Bas dil ko samjhana abhi baaki hai. 🥀
Open in Bideo App Install from Google PlayOpening Bideo App... Tap button above if not opened.